Rabbana Ya Rabbana | Owais Raza Qadri | Ala Hazrat | Lyrics











Rabbana Ya Rabbana Lyrics


Rabbana Ya Rabbana, Rabana Ya Rabana Rabana Ya Rabana, Rabbana Ya Rabbana Ya Elahi Har Jagha Teri Ataa ka Saath ho Jab Paray Mushkil Shahe-Mushkil Kushaa ka Saath ho Rabbana Ya Rabbana, Rabana Ya Rabana Rabana Ya Rabana, Rabbana Ya Rabbana Ya Elahi Bhool Jaaon Naz’aa ki Takleef Ko Shaadi yay-Deedar-e- Husn-e-Mustafa Ka Saath ho Rabbana Ya Rabbana, Rabana Ya Rabana Rabana Ya Rabana, Rabbana Ya Rabbana Ya Elahi Gor-e-Teera Ki Jab Aaaye Sakht Raat Unkay pyaaray Mon ki Subh-e-Jaan fiza ka Saath Ho Rabbana Ya Rabbana, Rabana Ya Rabana Rabana Ya Rabana, Rabbana Ya Rabbana Ya Elahi Naama-e-Amaal Jab Khulne Lage Aib Posh-e-Khal Saattar-e-Khata ka Saath ho Rabbana Ya Rabbana, Rabana Ya Rabana Rabana Ya Rabana, Rabbana Ya Rabbana Ya Elahi Garmiye Mehshar say Jab Bharke Badan Daman-e-Mehboob ki Thandi Hawa ka Saath Ho Rabbana Ya Rabbana, Rabana Ya Rabana Rabana Ya Rabana, Rabbana Ya Rabbana Ya Elahi Jab Zubaan Bahar Aaye Pyaas say Sahib-e-Kothar Jood-o-Sakha ka Saath Ho Rabbana Ya Rabbana, Rabana Ya Rabana Rabana Ya Rabana, Rabbana Ya Rabbana Ya Elahi Jab Hisab-e-Khanda-e-Be Jaa Rulaye Chashm-e-Giryan-e-Shafi-e-Murtaja ka Saath ho Rabbana Ya Rabbana, Rabana Ya Rabana Rabana Ya Rabana, Rabbana Ya Rabbana Ya Elahi Jab par-e-Mehshar Main Shor-e-Daro Geer Aman Dene Wale Pyaare Paishwa ka Saath ho Rabbana Ya Rabbana, Rabana Ya Rabana Rabana Ya Rabana, Rabbana Ya Rabbana Ya Elahi Sard Mori Par Ho Jab Khursheed-E-Hasr Sayyed-e-Be Saaya ke Zille Liwa ka Saath Ho Rabbana Ya Rabbana, Rabana Ya Rabana Rabana Ya Rabana, Rabbana Ya Rabbana Ya Elahi Jab Chal-e-Tareek Rah-e-Pul Sarat, Aftab-e-Hashmi Noor Ul Huda ka Saath Ho. Rabbana Ya Rabbana, Rabana Ya Rabana Rabana Ya Rabana, Rabbana Ya Rabbana Ya Elahi Jab Sar-e-Shamsheer Par Chalna Pare Rabbi Salllim Kehne Wale Gham Zada ka Saath ho Rabbana Ya Rabbana, Rabana Ya Rabana Rabana Ya Rabana, Rabbana Ya Rabbana Ya ELahi Jo Duaein Naik Hum Tujhse Karain Qudsiyon ke Lab se Aaami Raabana ka Saath ho Rabbana Ya Rabbana, Rabana Ya Rabana Rabana Ya Rabana, Rabbana Ya Rabbana Ya Ilaahi Jub Raza Khaab-e-Giraa Se Sar Uthaa’e Daulat-e-Bedaar Ishk-e-Mustafa Ka Saath Ho Rabbana Ya Rabbana Rabbana Ya Rabbana Rabbana Ya Rabbana Rabbana Ya Rabbana





Post a Comment

0 Comments