Choote na kabhi tera daaman | Hafiz Ahmed Raza Qadri | Manqabat | khwaja Garib Nawaz | Urdu Lyrics





Choote na kabhi tera daaman---LYRICS




Choote na kabhi tera daaman

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Choote na kabhi tera daaman

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Hai tum pe fida sab tan mann dann

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Choote na kabhi tera daaman

Ya Khwaja Moinuddin Hasan



Ajmer mujhe pohochaade Khuda

Chaadar mai charaahu phoolo ki

Ajmer mujhe pohochaade Khuda

Chaadar mai charaahu phoolo ki

Fir sadqa karu apna tan mann

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Choote na kabhi tera daaman

Ya Khwaja Moinuddin Hasan



Kaaba ho Madina ho ya Najaf

Har ja pe nazar tum aate ho

Kaaba ho Madina ho ya Najaf

Har ja pe nazar tum aate ho

Kuch aisi lagi hai tuj se lagan

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Choote na kabhi tera daaman

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Ya Khwaja Moinuddin Hasan



Aqaa ki atah hai mula  Ali....Ali....Ali.....Ali... ya Ali

Aqaa ki atah hai mula  Ali

Zahrah ki kali waliyo ke wali

Hasnain ke dil Usmaan ke nayan

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Choote na kabhi tera daaman

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Ya Khwaja Moinuddin Hasan



Farzande Ali ho Noor e Nabi

Mahboob e Khuda hain zaat teri

Farzande Ali ho Noor e Nabi

Mahboob e Khuda hain zaat teri

Ho seyyada Zahra ke gulshan

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Choote na kabhi tera daaman

Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Ya Khwaja Moinuddin Hasan








Post a Comment

0 Comments