Ya Nabi nazre karam farmana | Aye Hasnain ke nana | Ghulam Mustafa Qadri | Naat Sharif | Urdu Naat Lyrics





Aye Hasnain ke nana---Urdu Naat Lyrics



Nabi....Nabi....Nabi....Nabi

Ya Nabi..........Ya Nabi


Ya Nabi nazre karam farmana

Ya Nabi nazre karam farmana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana


Zahra paak ke sadqe 

hum sab ko Madina bulana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana


Aap ke dar ka hu main bhikari

Aap hai mere daata

Aap ke dar ka hu main bhikari

Aap hai mere daata

Saare rishte naato se hai

Pyaara apna naata

Aap to hai aata hai 

Jinko sabki laaj nibhana

Sabki laaj nibhana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana


Sajh gayi hai meelad ki mehfil

Kya hai khoob nazara

Sajh gayi hai meelad ki mehfil

Kya hai khoob nazara

Kaifo masti me dooba hai

Dekho aalam saara

Dhund rahi aap ki rahmat

Bakshish ka bahaana

Bakshish ka bahaana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana


Zahra paak ke sadqe 

Hum sab ko Madina bulana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana


Be saaya hai lekin do

Jag par hai aapka saaya

Be saaya hai lekin do

Jag par hai aapka saaya

Arshe moh`alla bana mohalla

Deed ko Rab ne bulaya

Hasr talak na hoga kisika

Aisa aana jana

Aisa aana jana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana


Mere aaqa pyare aaqa

Nazr e karam farmao

Ek baar to iss jiwan main 

Taiba naagar dekhlao

Tadap raha hai har dum aaqa

App ka ye diwana 

App ka ye diwana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana


Zahra paak ke sadqe 

Hum sab ko Madina bulana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana


Sar ko kata ke ghar ko luta ker

Khete the mere mulla

Sar ko kata ke ghar ko luta ker

khete the mere mulla

Azgar dekar Akbar de kar

Khete the mere mulla

Ata hai mujko pyare nana 

App ka deen bachana

App ka deen bachana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana


Nisbat ka faizan hai dekho

Khadim e Gaus e Jali hu

Nisbat ka faizan hai dekho

Khadim e Gaus e Jali hu

Karta hai mujh pe naaz zamana

Mai Ausaaf e Ali hu

Aap ki aal ke dar ka sag hu

Saahil hu purana

Saahil hu purana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana


Zahra paak ke sadqe 

Hum sab ko Madina bulanaa

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana







Post a Comment

0 Comments