Aye sabz gumbad wale manzoor dua karna naat lyrics | Emotional dua | Hafiz Ahmed Raza Qadri | Naat Sharif

Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna | Emotional dua | Hafiz Ahmed Raza Qadri | Naat Sharif | Urdu Lyrics



Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna---Naat Sharif Lyrics



Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna

Jab waqt E nazah aye deedar ataa karn

Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna

Jab waqt E nazah aye deedar ataa karn



Main qabr andheri mein ghabraoon ga jab tanha

Imdaad meri karne aajana mere aaqa

Main qabr andheri mein ghabraoon ga jab tanha

Imdaad meri karne aajana mere aaqa 

Roshan meri turbath ko aye noor E khuda kerna

Jab waqt E nazah aaye deedar ataa karna



Mujrim hoon jahaan bhar ka mehshar mein bharam rakhna

Rusva E zamana houn daman mein chupa lena

Mujrim hoon jahaan bhar ka mehshar mein bharam rakhna

Rusva E zamana houn daman mein chupa lena

Maqbool dua meri mahboob E khuda

Jab waqt E nazah aye deedar ataa karna

deedar ataa karna,,,,,



Ae Noor e Khuda aakar ankhoon mein sama jana

Ya dar pe bula lena ya khawab main aa jana

Ae parda nasheen dil ke parde mein raha kerna

Jab waqt E nazah aye deedar aata karna



Chehre se ziya payee in chand sitaaron ne

Is dar se shifa paaye dukh dard ke maaron ne

Aataa hai unhein sabir har dukh ki dawa karna

Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna




Post a Comment

0 Comments