Marhaba Aye Jaane Jaana'n Jaane Imaa'n Ya Nabi | Owais Raza Qadri | Urdu Naat Sharif Lyrics

Marhaba Aye Jaane Jaana'n  Jaane Imaa'n Ya Nabi ---Islamic Naat Sharif Lyrics

Marhaba... Marhaba... Marhaba... Marhaba

Ya Nabi Shamsodduha Ya Nabi Badrudduja

Ya Nabi Khairul Wara Ya Nabi... Nabi

Ya Nabi Shamsodduha Ya Nabi Badrudduja

Ya Nabi Khairul Wara Ya Nabi... Nabi

Ya Nabi....Ya Nabi....Ya Nabi.....Ya Nabi

Marhaba Aye Jaane Jaana'n  Jaane Imaa'n Ya Nabi

Marhaba Mehboobe Yazda'n Shahe Khooban Ya Nabi

Aap Aaye Roshni Faili Andhera Chhat Gaya

Marhaba Sad Marhaba Aye Mehre Tabaa'n Ya Nabi

Marhaba Sad Marhaba Aye Mehre Tabaa'n Ya Nabi

Marhaba... Marhaba... Marhaba... Marhaba

Marhaba Aye Jaane Jaana'n  Jaane Imaa'n Ya Nabi

Marhaba Aye Jaane Jaana'n  Jaane Imaa'n Ya Nabi

Awwalo Aakhir Sab Kuchh Jaane Dekhe Baeedo Kareeb

Ghaib ki Khabrein Dene Wala Allah Ka Wo Habeeb

Pyari Surat Hasta Chehra Munh Se Jadhte Phool

Husn Sarapa Noor Ka Paykar Haq Ka Pyara Rasool

Ya Nabi Shamsodduha Ya Nabi Badrudduja

Ya Nabi Khairul Wara Ya Nabi... Nabi

 Ya Nabi...Ya Nabi...Ya Nabi...Ya Nabi

Behro Bar, Shamso Kamar, Hooro Malak Jinno Bashar

Do Jaha'n Hein Aap Hi Ke Zere Ahesa'n Ya Nabi

Do Jaha'n Hein Aap Hi Ke Zere Ahesa'n Ya Nabi

Marhaba Aye Jaane Jaana'n  Jaane Imaa'n Ya Nabi

Marhaba Aye Jaane Jaana'n  Jaane Imaa'n Ya Nabi 

Aapki Aamad Ka Sadka Donon Aalam Pa Gaye

Ham Gadao'n Ka Bhi Bharde Aaj Dama'n Ya Nabi

Ham Gadao'n Ka Bhi Bharde Aaj Dama'n Ya Nabi

Marhaba... Marhaba... Marhaba... Marhaba

Marhaba Aye Jaane Jaana'n  Jaane Imaa'n Ya Nabi

Marhaba Aye Jaane Jaana'n  Jaane Imaa'n Ya Nabi

Sarkar Jeya Sohna Aaya Aye Na Aana Aye

Sarkar Jeya Sohna Aaya Aye Na Aana Aye

Na Rabb Ne banaya Aye Na Rabb Ne Banana Aye

Wekhon te Har Ek Sheh Te Pahe Noor Barasdan Aye

Lagda Aye hune Aethe Sarkar Ne Aana Aye

Sarkar Ne Aana Aye

Sarkar Ne Aana Aye

Ya Nabi Shamsodduha Ya Nabi Badrudduja

Ya Nabi Khairul Wara Ya Nabi... Nabi

Ya Nabi...Ya Nabi...Ya Nabi...Ya Nabi

Ho Hamari Qabr Roshan Ham Shabe Milad Mein

Aapki Ulfat Mein Karte Hein Charaga'n Ya Nabi

Aapki Ulfat Mein Karte Hein Charaga'n Ya Nabi

Marhaba... Marhaba... Marhaba... Marhaba

Marhaba Aye Jaane Jaana'n  Jaane Imaa'n Ya Nabi

Marhaba Aye Jaane Jaana'n  Jaane Imaa'n Ya Nabi

Naseeb Chamke hein Farshiyon ke

Ke Arsh Ke Chand Aa Rahe Hein

Jalak se Jiski Falak hai Roshan

Wo Shams Tashreef La Rahe Hein

Nisar Teri Chahel Pahel Par

Hazaron Eidein Rabiul Awwal

Siway Iblis Ke Jahan Mein

Sabhi To Khushiyan Mana Rahe Hein

Ya Nabi Shamsodduha Ya Nabi Badrudduja

Ya Nabi Khairul Wara Ya Nabi... Nabi

Ya Nabi...Ya Nabi...Ya Nabi...Ya Nabi

Log Kehte Hein Ubaide Qadri Ko Naat Khwan

Aap Bhi Keh Dein Ise Apna Sana Khwan Ya Nabi

Aap Bhi Keh Dein Ise Apna Sana Khwan Ya Nabi

Marhaba Aye Jaane Jaana'n  Jaane Imaa'n Ya Nabi

Marhaba Aye Jaane Jaana'n  Jaane Imaa'n Ya Nabi

Marhaba... Marhaba... Marhaba... Marhaba

Marhaba Aye Jaane Jaana'n  Jaane Imaa'n Ya Nabi

Marhaba Aye Jaane Jaana'n  Jaane Imaa'n Ya Nabi

Jaane Imaa'n Ya Nabi

Jaane Imaa'n Ya Nabi

Post a Comment

0 Comments